Tuesday, September 16, 2008

Maazi

Maazi ne awaaz di, kal ne mudhke dekha aur aaj ko uske kareeb paya. Aaj bhi kya kare use ab bhi maazi se pyar hai...aur fir kal ka kya bharosa... jane kis rang mein dubo de... maazi ka rang siyah sahi, jana pehchana to hai!

No comments:

Post a Comment